Domain ki information

Namskar dosto apko ajj ki is post me domain ke bare
      me information dene wala hun ajj me apko is post me btane wala hun ki domain   
     kya hota he domain ko non se company cheap aur non se company high
    rate me sell karte hen apko non sa domain kharidna
      chahiea apko kon si site se domain khredna chahiea to sabse pehle shuru karte hen ki domain kyu
       buy karna he free domain kya kehta hen to dosto bta dun ki free domain she adsense ka approval bhut
     der se milta he aur adsense ka approval sirf ik website ke liye milta he aur is ka koi faydha nhi
      kyunki adsense ki ads ik website par hi shown hogi to earning to bhut hi kam hogi na to dosto apko
     bta dun ki agar apko jyadha se jyadha earning karni he to apko jyadha se jyadha mehnat karni hogi
        tabi apko adsense ka approval milega aur tabi apko jyada earning hogi kehte hen na practice is make a man perfect so apko mehnat
        me Barosa rakhna he apko approval mil jayga aur dosto agar ap ko nhi pta ki domain cheap rate me khan se milte hen to apko bta dun ki domain sabse cheap rate me apko godady se
       milenge agar apke pass 100 rs hen to ap domain godady se buy kar sakte hen aur apko us domain par mehnat karni adsense ka approval bhi
         jald se jald mil jayga jis se ap earning kar sakte hen adsense se apko agar nhi pta ki domain high rated khan se milta hen apko bta dun
       ki agar ap google domains aur godady domains ke ilava aur kisi site se domain khredne ke lie
       jate hen to apko mehnga hi milega buy karne ke lie domain

Comments

Popular posts from this blog

Some important definations of class X chemistry chapter carbon and its compunds

बेस्ट ब्लॉगर टेंप्लेट

Help for bloggers