Domain kya he

Namskar dosto ajj ki is post me ma apko btane wala hun ki domain name kisko kehte hen dosto
     sabse pehle me apko bta dun ki agar apko koi website bnani he to apko domain ki jarurat jarurat padegi agar apko nhi pta to apko bta dun
        ki agar app apne mamu ke ghar Jana chahte hen to rasta to koi na koi hoga hi na to hmari website ka
      rasta domain hota he domain ko website ke sath jodkar us ko ik rasta dia jata he jis koi bhi agar
     hmari website par ana chahte ho to voh hmari website par domain ko apne browser par search kar ke
    website par pahunch jayga to dosto app ko bhi agar domain ka pta bhi he to bta dun ki domain bhut se
         parkar ke note he .com.in .net .org and etc bhut se domains ko kai log free me sell kartehen aur kai log in ko paise lekar sell karte hen to
      dosto ap logon ko bta dun ki agar app ko kmai karni he adsense se to apko paid domain hi buy karna
        chahiea kyunki free domains ko adsense kam approve Marta he aur apko kam
    chance hote he ki apko adsense account approve ho to dosto please agar apko nhi pta ki domain kaise
      aur khan se buy karte hen to me apko bta deta hun ki domain kahan se buy kie jate hen domain ko buy karne
            ke lie apko godady google domains ke upper jaker domains ko buy karna chahiea kyunki asani se
                              aur jald se jald apko domain website ke sath jodne me bhut help krvati hen jeh site agar ap free domains ko apne site ke
       sath jod bhi let's hen to koi faydha nhi hone wala apko kyunki free domains par adsense kam approve l
                                            deta he aur kam earning hoti he

Comments

Popular posts from this blog

Some important definations of class X chemistry chapter carbon and its compunds

बेस्ट ब्लॉगर टेंप्लेट

Help for bloggers