Nda test information

Namskar dosto ap ka hmari site par bhut bhut swagat he ap
    ko agar nhi pta ki NDA kya he is me kya hota he kyu hota he kaise hota he to ap ko bta deta hun ki NDA
          ki full form he national defence academy national defence academy ki kai branches he lekin pune
         kadakvasla ik important center he Nat ional defence academy ka ab bat ati he ki NDA me kaise jae to is ke lie ap ko bta du ki NDA ik national
        corporation academy he India ki to is me agar ap ko bharti hona he to ap ko sabse pehle NDA
      written exam ko clear karna hoga ap ko bta dun ki NDA me log bhut mehnat karte he aur sida liutinent ki post me join karte hen aur unki
      basic salary hoti he 65000 to agar ap bhi NDA ka exam clear karna chahte he to ap ko kadi mehnat ki
      jarurat padne wali he kyunki NDA ke lie ajj kal bhut compititon bad gya he log bhut se is academy me test ko barte hen aur clear bhi karte hen NDA ik bhut hi acha academy he is
       me hamko sabse pehle bta dun ki is ka syllabus is me kya ata he is ka syllabus +1 aur +2 ka
      math science aur English history physics ka syllabus is
         me ata he agar app Indian navy aur Indian air force me Jana chahte hen to ap ko +1+2
           me medical aur non medical me padai karni padti he agar app arts me pad rage hen to ap ko sirf Indian
         army me hi kia jayga na ki air force me aur Indian  me to dosto app ko bta dun ki
        Bhut sare bache +1+2se hi NDA ki tyari karte hen to ap ko bta dun ki vo bache hi NDA ko Clear
               kar pate he agar ap ko bhi NDA ki ummid he to apko abhi se tyari karni suru kr den I chahie aur
      tabi apko Jo he
        kamyabi milegi

Comments

Popular posts from this blog

Some important definations of class X chemistry chapter carbon and its compunds

बेस्ट ब्लॉगर टेंप्लेट

Help for bloggers