Trick to increasing traffic on your website
- Hello dosto ajj meapko btane wala hun ki adsense ki apne ads to lgakr rakhe hi hinge to app ko me bta dun ki agar app us website se paise kmana chahte hen to apko apni website par traffic to
Lana hi padega to ap us ko apni website par kaise laynge is bat par hi ajj ham charcha karenge aur apko btaenge ki app kaise Jo he apni
website par traffic ko bda sakte hen jis se apko website par log visit Karen aur apko jyadha se jyadha faydha kaise ho to apko sidhi si bat ka sidha sa
jwab he ki app ko google webmaster se apni website par traffic ko bda na chahiea kyunki google
webmaster se app agar apni website ki verification krwa lenge to bad me apki website ko google webmaster bahut ache tarike se aur bhut well organic
traffic ap ko apki website par Sega jis se apki earning badegi aur apko profit hoga ab ap ko pata nhi hoga ki apko webmaster par kaise Jana
he aur kya karna he
to apko bta dun ki apko karna surf ik kam he apko blogger ko search karna he apne browser par aur apko
dashboard par a Jana he blogger ke dashboard par z Jane ke bad apko sidebar me setting ka option Sikh jayga Chan click Karen aur search
prefence par click karen apko Google webmaster edit ka option dikh jayga aur apko vhan click krna he apke click krne ke bad apko Sikh jayga ki app webmaster me phunch chuke hen aur apko
bta dun ki apko ik month tak webmaster PR roj visit
karna he Ap jab webmaster par jaynge apko site verifie hogi aur bad Me apko link
index krna ke liye URL inspection tab par click krke apni post ka URL index kar Lena he apko bta dun ki apko link index karna he to ap ka kam se kam
1 week lagega index option on hone me aur apko coverage option bhi agar open krwana he to apko
kam se kam 2 week lag jaynge aur for ap ka coverage tab bhi open ho jayga
Comments
Post a Comment